Aaradhana Teri Ho | Pas. Reegan Gomez - Christking - Lyrics

    Aaradhana Teri Ho | Pas. Reegan Gomez



    Meri Chattan Tu Hai Prabhu
    Meri Raksha Kerne Wala
    Parakrami Permeshwar
    Mahima Ke Yogya Hai Tu

    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho
    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho

    Apne Pankho Tale Mujko
    Sadha Tune Aanandit Rakha
    Pavitra Prabhu Mera Sahayak
    Stuti Ke Yogya Hai Tu

    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho
    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho

    Mere Nirbal Ke Samay Main
    Apna Anugrah Mujko Diya
    Yeshu Raja Tu Bal Mera
    Ab Main Nahi Darunga

    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho
    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho

    Mere Jeevan Bhar Main Sadha
    Teri Prashansha Kerta Rahunga
    Yeshu Teri Bhalayio Ko
    Gin Gin Ker Stuti Karunga

    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho
    Aaradhna Teri Ho, Aradhna Teri Ho


    Hindi


    Aaradhana Teri Ho | Pas. Reegan Gomez Aaradhana Teri Ho | Pas. Reegan Gomez Reviewed by Christking on July 21, 2020 Rating: 5

    No comments:

    Powered by Blogger.