Mahima Aur Aadar - महिमा और आदर | Shelley Reddy - Christking - Lyrics

Mahima Aur Aadar - महिमा और आदर | Shelley Reddy


Anokha tera pyaar hai
Varnan se apaar
Shabd nahi mere hoton par
Karne bayaan (2)

Mahima aur aadar
Prashansa tujhe (4)

Aankhon ne na dekha
Na kaano ne suna hai
Sochne se badkar
Tune kiya hai

Mahima aur aadar
Prashansa tujhe (4)

Vaada jo tune kiya
Poora bhi kiya
Jeevan ke anth tak
Saath mere sada (2)

Mahima aur aadar
Prashansa tujhe (4)

Aankhon ne na dekha
Na kaano ne suna hai
Sochne se badkar
Tune kiya hai (2)

Mahima aur aadar
Prashansa tujhe (4)

Yeshu

Hindi


Mahima Aur Aadar - महिमा और आदर | Shelley Reddy Mahima Aur Aadar - महिमा और आदर | Shelley Reddy Reviewed by Christking on July 02, 2021 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.